Wednesday, April 21, 2010

नेह-पाश



कल जो मैं न हूँ...
मेरे ख़याल होंगे...
बहुत सी मुस्कानों में कोई...
एक मुस्कान सूनी होगी..
उसी मुस्कान में छिपे..
चंद सवाल होंगे..
भीड़ में ,रेड लाइट पर..
रुके हुए तुम..
जागोगे होर्न के शोर से..
और बढ़ जाओगे आगे
मेरे नेह-पाश से !
एक और जगह है ..
जहाँ मैं मिलूंगी...
रातों को सोते कभी...
देखोगे जो अपने बाजू पे...
तुम्हे चैन से सोती...
मैं दिखूंगी..
जानती हूँ...
उस पल भी..
तुम तकोगे मुझे...
बहुत प्यार से..
की कहीं मैं जग न जाऊं..
बस एक बार..
तब मेरे बालों पे...
तुम हाथ फेर देना !
यूँ ही जीवन में..
होके दूर जीवन से...
हम निशा से नींद..
और..
भोर से स्वप्न..
बाँट लेंगे..!!

Monday, February 22, 2010

....अक्स....



आँखों में तारे भर के...
झूमती है चितवन मेरी....
पीती हूँ वादियाँ..
मैं आजकल...
बस्ती की गंदगी भी..
अटखेलियाँ करती है..
चूम लेती हूँ
मैले गाल भी....
रिसती रही हूँ ..
खुद में..
मैं बन के .. 'तुम'
अब कौन जाने..
'अक्स' किसका है ..
..आईने में..!!

Wednesday, February 17, 2010

....Remembering u....




I dont need paradise..
nor a garden...
not even a path of rose petals..
i am smiling..
feeling u
sitting beside..
that silence..
drives me out of..
my love deprived nights..
feeling ur hand..
holding that touch..
i am sitting here.....
looking at sky..
and smiling at u...!!

Tuesday, June 23, 2009

मत जाओ माँ---


वक्त है ये कैसा….
ये कैसा धुआं है…
पिघलती बर्फ से…..
मैं जमी जाती हूँ…
आँखें बंद करके..
लेटती हूँ जैसे ही….
चीत्कार सुन….
काँप जाती हूँ….
कोई तो है जो….
सिसक रहा है…
कहाँ से ये आवाज़ आती है..
पागलो सी ढूंढती हूँ…
यहीं कहीं कोई….
मातम कर रहा था…
सच में….
कोई था….
ह्रदय को उसकी …
तीस सालती है…
पर दीखता नही कोई….
बियावान वन सा….
मेरा अस्तित्व….
खोजता है उसे….
जैसे बिखरे बालो में ….
कोई दार्शनिक ढूंढता है..
अपनी कविता का शीर्षक…
पर कोई नही दीखता….
मैं निरीह सी….
बिस्तर पर गिर….
ख़ुद को समझाती हूँ….
ऐसा ही होता है….
जब आसमा ….
सर से सरकता है….
और ज़मी जाने को होती है…

Thursday, May 7, 2009

kuchh yu hi....

Har waqt jehan me kuchh na kuchh chalta hai…kya ise hi vichaar kehte hain..? agar haan to chalo aaj apne vichaar kahen jayen…
Bahut azeeb lagte hain mujhe vo log jo eshwar ki vyakhaya karte hain ya khud ko is kabil samajhte hain ki bata sake ki eshwar kya hai , kaun hai…kya sach me koi insaan itna kabil ho sakta hai…??hahaha aur usse bhi dayeneeye lagte hain vo log jo kehte hain ki hamara nazariya sahi hai tumhara galat..! hahaha…. Kya sach me bhagwaan ko jarurat hai kisi vyakhaya ki..? kya sach me kisi bhi panth ka koi bhi eshwar chahta hai ki koi uski vyakhaya kare…? Eshwar ko samajh sake itni khoobsoorti hai kahan kisi samajh me. Aur jinme ye sunderta eshwar ne di , logo ne unke naam se hi naye eswar bana liye..hahaha.
Eshwar nirakar hai..pata hai..to..?? arre to saakaar ki stuti kyuu…? Ye bhi azeeb hai ..par ek baat jo maine jani hai vo ye ki kisi bhi nirakaar ko jaanne ke liye bhi eshwar ne ye saakar tan hi banaya hai.! Varna nirakaar aatma ke hote saakaar tan ki jarurat kyuu hui.? Is hisaab se saakaar nirakaar tak pahuchne ka sadhan hai…jaise hawa ko mehsoos karne ke liye twacha , sangeet tak pahunchne ke liye tabla aur apne vichar kehne ke liye ye computer blog..hahaha..sab kuch saakaar hai…to kya bura hai…sahi hai bhai..! lo ho gayi ek aur vyakhaya…hahaha !

Thursday, March 26, 2009

miss u ....papa

Hath uthe hain mere kyuu ye dua ke baad…
Arz hoti hai guzarish kyuu sazde ke baad…

Khatm hoti nahi kyuu meri tarz`e gham tanha…
Nigahen khojti hain kisko har fateh ke baad…

Tera sath , vo tera hath tham ke chalna…
Zazb hoga kahan tak tu bata rooh ke baad….

Hai tu mujh me , mere katra `e lahoo me…
Hoke magroor chalu main is khayaal ke baad..!!

Ya khuda tu hi hai mana muhafiz roohon ka…
Bana deta hai kyuu ye zism jindgi ke baad…!!

Cheer ke jati hai kya meri sada aasmaa ko…
Kaash..! aata koi jawaab is sawaal ke baad…!!

Monday, January 19, 2009

Os


Hairaan ho kar jab khud ko dekhti hu
Aaine ke saamne tumko dekhti hu
Kaun hai……
Rooh ban ke utarta,
Jism banke sawarta….
Roz khudko samjhati hu…
Naadaan hai tu…koi nahi ,
Koi nahi jo ab…
Yahan tak pahuch sake….
Bedh sake is banjar , bejaan man ko…
Ek paani ki boond kya…
Dariya bhi nahi seench sakta
Ab ….is dhara ko….
Par kya karu……
Hansti hai…mujh pe rengti…
Tumhari komal fuharen…
Ponchh deti hu…kathorta se…
Baar-baar…….fir bhi
Bheeg rahi hu zaar zaar
Main os me….

Friday, October 17, 2008

Father



The dearest pain is burning inside
The hold of his hand in my palm
I can feel the same….
When he was beside…..!
Leaping back , binding my thoughts..
No one else could love me a lot….!
He was best part of my heart…..
Oh God why You taken him apart.!
He is…. in my voice
He is….. in my cries
Paying attention to my bubbly talks…
And walking with me in my lonely walks.!
I usually see him in my closed eyes…
He wipes off my tears whenever I cry.!
He holds me firmly , affectionately smiles
And my life moves…again to rejoice…!!!

Happy Birthday Papa......17 oct.2008

Saturday, September 6, 2008

KARZ


main be ekhteyaar hoke jabra sab karta raha
vo bachchi gode me liye gungunati rahi…….

tohmatein kitni hi lagi zamaane me..
udhaar maazi se leke vo muskurati rahi…

aap hi qutl aur aap hi munsib bhi bana…
vo har daag se daaman bachati rahi…

main use apni kaamyaabiyaan ginaata raha…
vo fakra apne baap ke sunati rahi…

bimaar baap ki khidmad bhi kya hoti…
karz beti ka maa ban ke vo chukati rahi…

Tuesday, September 2, 2008



Tanhaiyaan bolti hain sabse meethi jubaa

Gar koi sun sake..samjhe ye daastaa

Goonjte sannate me apni saanson ki aawaaj....

Jaise jism de raha ho....rooh ko sada......

Maazi ko sisakte hue takti hain band aankhen....

Ho jaise nigaahoon pe khuda meherbaa...

lafjon me sanwaar sake na jinhe.......

ye hain vo chand khamosh roobaiyaa.....

tanhaaiyaan bolti hain..............

Thursday, April 24, 2008

MORE THAN WORDS CAN SAY.....


I LOVE YOU.......
MORE THAN WORDS CAN SAY
MORE THAN FEELINGS CAN CONVEY.

I BELIEVE IN YOU
MORE THAN WE BELIEVE IN GOD
MORE THAN WE BELIEVE IN SOUL.

I BELONG TO YOU
MORE THAN HEART BELONGS TO BREATH
MORE THAN LIFE BELONGS TO DEATH.

I DEPAND ON YOU
MORE THAN BUDS DEPEND ON TREE
MORE THAN PRAYRRS DEPEND ON THEE.

Saturday, March 8, 2008

what is a "woman with mind"....for a husband & for a man...?